Song Corner Part 2-Mere Desh Ki Dharti
So after much sucess of the last song corner here I am back with another one of the songs.
Second song in the song corner is-
Mere Desh Ki Dharti Sona Ugle,Ugle Here Moti.
Song Name-Mere Desh Ki Dharti.
Film Title-UPKAR(1967)
Director-Manoj Kumar
Lyrics
Hindi
मेरे देश की धरती
सोना उगले
उगले हीरे मोती
बैलों के गले में जब घुंघरू
जीवन का राग सुनाते हैं
गम कोसों दूर हो जाता है
खुशियों के कँवल मुसकाते है
सुन के रहट की आवाजें
यूं लगे कहीं शहनाई बजे
आते ही मस्त बहारों के
दुल्हन की तरह हर खेत सजे
मेरे देश की धरती...
जब चलते हैं इस धरती पे हल
ममता अंगडाइयाँ लेती है
क्यों ना पूजे इस माटी को
जो जीवन का सुख देती है
इस धरती पे जिसने जनम लिया
उसने ही पाया प्यार तेरा
यहाँ अपना पराया कोइ नहीं
है सब पे माँ, उपकार तेरा
मेरे देश की धरती...
ये बाग़ है गौतम नानक का
खिलते हैं अमन के फूल यहाँ
गांधी, सुभाष, टैगोर, तिलक
ऐसे हैं चमन के फूल यहाँ
रंग हरा हरी सिंह नलवे से
रंग लाल है लाल बहादूर से
रंग बना बसन्ती भगत सिंह
रंग अमन का वीर जवाहर से
मेरे देश की धरती...
English
Mere desh ki dharti, sonaa ugale, ugale hiire, moti
Mere desh ki dharti…
Bailo ke gale mei jab ghungaruu, jeevan kaa raag sunaate hai
Gham kos duur ho jaataa hai, khushiio ke kamal musakaate hai.N
Sun ke rahaT ki aawaaze, yuu lage kahii shahanaaii baje
Aate hii mast bahaaro ke dulhan ki tarah har khet saje
Mere desh ki dharti…
Jab chalte hai is dharti pe hal, mamtaa angadaaiiyaa leti hai
Kyu na puje is maa ko, jo jeevan ka sukh deti hai?
Is dharti pe jis ne janam liyaa, usne hii paayaa pyaar teraa
Yahaa apnaa paraayaa koii nahii hai sab pe, Maa , upkaar teraa
Mere desh ki dharti…
Ye baagh hai Gautam Naanak ka, khilte hai aman ke phool yahaa
Gandhi, Subhaash, Tagore, Tilak, aise hai chaman ke phool yahaa
Rang haraa Hari Singh Nalwe se, rang laal hai Lal Bahadur se
Rang banaa basanti Bhagat Singh, rang aman ka viir Jawaahar se
Mere desh ki dharti…
Comments
Post a Comment
Have something to share?
Then Comment below.
Here at Indianism we are all about friendly talk and sharing experinces as well as stories.
Be sure to check back again as i do make every effort to reply to your comments here.